Woh Jazbon Ki Tjarat thi Yeh Dil Kuch Aur Samaja Tha

Woh Jazbon Ki Tjarat thi Yeh Dil Kuch Aur Samaja Tha

Woh Jazbon Ki Tjarat thi Yeh Dil Kuch Aur Samaja Thaa

Ussey Hasney ki Adat thi Yeh Dil Kuch Aur Samja Thaa

وہ جذبوں کی تجارت تھی یہ دل کچھ اور سمجھا تھا

اسے ہسنے کی عادت تھی یہ دل کچھ اور سمجا تھا

Mujey Uss Ney Kaha K  Aao Ik Nae Duniya Basatey Hain

Ussey Sooji Sharart thi Yeh Dil Kuch Aur Samaja thaa

مجھے اس نے کہا کہ، آؤ  اک نئی دنیا بساتے ہیں

اسے سوجھی شرارت تھی یہ دل کچھ اور سمجھا تھا

Hamesha Uss Ki Ankhon Main Dhanak Sey Rang Hotey They

Yeh Uss Ki Aam Halat thi Yeh Dil Kuch Aur Samja thaa

ہمیشہ اس کی آنکھوں میں دھنک سے رنگ ہوتے تھے

یہ اس کی عام حالت تھی یہ دل کچھ اور سمجھا تھا

Also Read: Anaao, Nafrton, Khud Gharziyon k Thehrey Pani Main

Woh Aksar Daikh Kr Mujh Ko Nigahain Phair Laiti thi

Yeh Dar Parda Haqarat thi Yeh Dil Kuch Aur Samja Thaa

وہ اکثر دیکھ کر مجھ کو نگاہیں پھیر لیتی تھی

یہ در پردہ حقارت تھی یہ دل کچھ اور سمجھا تھا

Also Read: Daikha Hai Zindagi ko Kuch Itney Qareeb Sey

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Blowing Ideas

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading